Assalamualaikum people, here I came with a new naat after a long period..... it's a very emotional and deep kalam. Hope you can relate it. plz do like,share and subscribe my channel . Lyrics.. Main banda e aasi hun khatakaar hun maula lekin teri rehmat ka talabgaar hun maula main banda e aasi hun khatakaar hun maula wabasta hai ummid meri tere karam se tera hun faqat tera parastaar hun maula main banda e aasi hoon #nafisasumbul #mainbandaeaasihun #islamic #naat #naat2023