Mai Banda-e-Aasi Hun //Syeda Areeba Fatima //Naat lyric //#صوفی_قلندر Be nawaon .. ki nawa sunta hai. Ilteja sab ki khuda sunta hai. hum ke bande hai sana krte hai..... wo ke khaliq hai sada sunta hai. Main banda e Aasi hoon, khatakar hoon maula. lekin teri rehmat ka talabgar hoon maula. main banda e Aasi hoon..... wabasta hai ummeed meri tere karan se.. tera hoon faqat tera parastar hoon maula. main bada e Aasi hu......... #syedaareebafatima #newnaat #mainbandaaasihoon like